Hindi Mangal Typing Practice
Yah page Remington Gail layout ke hisab se Mangal Unicode Hindi typing practice ke liye banaya gaya hai. Neeche lesson choose karein, green typing box par click karein aur normal keyboard se type karein.
Important Keys
ट + Zse ट्र banta hai.ह + =se हृ,क + =se कृ.+halant ke liye use hota hai.Alt + 33= !,Alt + 43= +,Alt + 61= =,Alt + 63= ?
़
१
२
३
४
५
६
७
द्र
त्र
ऋ
फ
ध
म
त
ज
ल
न
प
व
च
ा
स
क
ि
ह
ी
र
ा
स
य
्/त्र
ग
ब
अ
इ
द
उ
ए
ण
ध
Special Character Guide
| Banane ke liye | Keys / Method |
|---|---|
| ट्र | ट banaye, phir Z dabaye |
| हृ | ह ke baad = dabaye |
| कृ | क ke baad = dabaye |
| फ् | फ ke baad + halant |
| ऊ | उ ke baad Shift + Q |
| ई | इ ke baad Shift + Z |
| र्फ | फ ke baad Shift + Z |
| डॉ / कॉ / फॉ / रॉ | डा / का / फा / रा ke baad Shift + W ke neeche wali key |
| पढ़ / चढ़ / गढ़ | ढ ke neeche bindi ke liye ~ dabaye |
Conjuncts And Halant
| Keys | Output |
|---|---|
| द + halant + द | द्द |
| द + halant + व | द्व |
| द + halant + य | द्य |
| द + halant + भ | द्भ |
| ह + halant + म | ह्म |
| ह + halant + ल | ह्ल |
| ह + halant + व | ह्व |
| ह + halant + य | ह्य |
| फ + halant + ट | फ्ट |
| त + halant + त | त्त |
| क + halant + त | क्त |
| श + halant + र | श्र |
Shortcut Keys
Remington layout me kuch symbols Alt code se bante hain:
Alt + 33 se !,
Alt + 43 se +,
Alt + 61 se =,
Alt + 63 se ?.
Windows 7 ya kuch systems me right Alt inactive ho sakta hai, isliye left Alt ka use karein.
Typing Tip
कीर्ति, पूर्ति, उर्फ, रफ्तार jaise words me kuch akshar seedhe nahi bante. Zarurat padne par pahle akshar banaye, space se aage badhe, phir cursor wapas laakar agla akshar banaye. Online browser practice me aap Unicode text compare kar rahe hain, isliye installed Hindi Remington Gail input se bhi type kar sakte hain.